College Ke Din


On Being late
  • Kab shuru hua?
  • Attendance ho gayi kya??
  • Kal raat der tak gappe marte rahe yaar
  • Mein kya karu, wo bathroom mein ghusa hua tha
  • Aab nind nahi khuli to mein kya karu bolna kal kya padaya tha sir ne
  • Kal se pakka class karunga
  • Ek page de na. abe pen bhi to de.
  • Yaar iss class ke liye koi subah kaise aa sakta hai
During the lecture
  • Yesss !!!! Sir.The answer is .huuuummmmm.aaaaaaaa¦
  • No sir¦..I know the answer .sir¦.
  • Saala apne aapko Newton samajta hai
  • Abe lecture ko chod¦.. dekh wo kya lag rahi hai aaj
  • Uske bagal mein nahi baith sakta tha.gadha.
  • Kya bore ho raha hai. Bola tha movie dekhne chalte hain 
  • Heads, we go Movie , Tails, we go Movie now!!!
  • class khatam hote hi Soft drink chahiye
Test

Tests???? ¦..Aree yaar 
Kya abe Test mein itna topic hai to annual mein kya hoga¦.
Boss¦.. hogayaaur nahi ho saktajaan nahi de sakta.
Oh !!! Itna syllabus cover ho gaya ?
Aaj kounsa test hai?
Oye Mera dost kaha haiuska roll number mere baad hai.wo nahi aaya to mein pakka fail¦.
After test
yaar pada tha¦.recall nahi kar paya.chhod na . Canteen chalega¦


CollegKePal
  • bas ek bar wapas lautne ka man karta hai
  • Aaj har wo baat yaad aati hai.
  • kuch buri batein jo ab acchi lagti hain
  • kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain
  • abki baar class attend karne ka man karta hai
  • Dopahar ki class mein aakhen band karne ka man karta hai
  • hostel ke chat ki wo raat yaad aati hai
  • exam ke time pe wo hasi mazak bahut pyari lagti hai
  • tab ki bekar lagne wali photo™s chehre pe hasi laati hai .
  • Apni galtiyon pe tumse daat khana yaad aata hai.
  • Par tumhari galti dekhne ka man karta hai
  • Aaj tum bahut yaad aate ho.
  • fir waise hi subah uthne ka man karta hai
  • bas ek bar wapas lautne ka man karta hai
  • bas ek bar aur .
  • wapas lautne ka man karta hai

0 Comments

Newest